Rang Badal Badal Ke Kyu Chehak Lyrics are written by Amitabh Bhattacharya with music given by Pritam. The song is sung by Jonita Gandhi and the video song features Aamir Khan.
Rang Badal Badal Ke Kyu Chehak Lyrics
Rang badal badal ke
Kyun chehak rahe hain din dupehriyan
Main jaanuoo na, jaanoo na
Jaanooo na, jaanoo na
Kyun phudak phudak ke
Dhadkanon ki chal rahi gilehriyaan
Main jaanoo na, jaanoo na
Jaanoo na, jaanoo na
Rang badal badal ke
Kyun chehak rahe hain din dupehriyan
Main jaanoo na, jaanoo na
Jaanoo na, jaanoo na
Kyun phudak phudak ke
Dhadkanon ki chal rahi gilehriyaan
Main jaanoo na, jaanoo na
Kyun zara sa mausam sirphira hai
Ya mera mood maskhara hai, maskhara hai
Jo zaaika manmaniyon ka hai
Woh kaisa ras bhara hai
Main jaanoo na, jaanoo na, jaanoo na
Kyun hazaron gulmohar se
Bhar gayi hai khaahishon ki tehniyan
Main jaanoo na, jaanoo na
Jaanoo na, jaanoo na
Kyun phudak phudak ke
Dhadkanon ki chal rahi gilehriyaan
Main jaanoo na, jaanoo na
Jaanoo na, jaanoo na
Ek nai si dosti aasman se ho gayi
Zameen mujhse jal ke
Munh bana ke bole
Tu bigad rahi hai
Zindagi bhi aaj-kal
Gintiyon se oob ke
Ganit ke aankdon ke
Sath ek aadha sher padh rahi hai
Main sahi galat ke peechhe
Chhod ke chali kachehriyan
Main jaanoo na, jaanoo na
Jaanoo na, jaanoo na
Kyun phudak phudak ke
Dhadkanon ki chal rahi gilehriyaan
Main jaanoo na, jaanoo na
Kyun zara sa mausam sirphira hai
Ya mera mood maskhara hai, maskhara hai
Jo zaaika manmaniyon ka hai
Woh kaisa ras bhara hai
Main jaanoo na, jaanoo na, jaanoo na
Kyun hazaron gulmohar se
Bhar gayi hai khaahishon ki tehniyan
Main jaanoo na, jaanoo na
Jaanoo na, jaanoo na
Kyun phudak phudak ke
Dhadkanon ki chal rahi gilehriyaan
Main jaanoo na, jaanoo na
Jaanoo na, jaanoo na
Written By: Amitabh Bhattacharya
Video Song
Song Info
Song | Gilehriyaan |
Singer(s) | Jonita Gandhi |
Music | Pritam |
Lyrics | Amitabh Bhattacharya |
Label | Zee Music Company |
End of Rang Badal Badal Ke Kyu Chehak Lyrics. If you liked the lyrics, please share it.