Abhi Tumhe Aur Pyar Karna Hai Lyrics

Song Details: Abhi Tumhe Aur Pyar Karna Hai Lyrics are written by Guru Randhawa with music given by himself. The song name is Aur Pyaar Karna Hai which is sung by Guru Randhawa & Neha Kakkar.


Abhi Tumhe Aur Pyar Karna Hai Lyrics

Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Beshumaar karna hai

Jab talak jahaan se
Bichhadna hai

Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai

Abhi tumhein aur humein
Beshumaar karna hai
Abhi humein muddaton
Dilon ki baat karni hai
Abhi bohat si baarishein
Sath ghuzarni hain

Woh kabhi bhi koyi ashq jo teri
Aankh bhigana chahega

Tujhse pehle in aankhon mein
Aake woh ruk jayega
Aake woh ruk jayega

Abhi tumhein aur humein
Yeh ikraar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai

Kayi khwahishon ko poora karna hai
Kayi dhoop chhanv se ghuzaran hai
Khushgawar khwabon ko in haseen
Palkon mein utarna hai
Hum tere hi sang chalenge har kadam
Jab talak ki saanson ka chalna hai

Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai

Music Video

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *