The song Hum Tum is sung by Sukriti & Prakriti. Hum Tum Lyrics is penned by Mellow D and music is given by Sukriti, Prakriti & Lost Stories. The video song features Priyank Sharma & Raghav Juyal.
Hum Tum Lyrics
Yaadon mein tu hai
Haan bas tu hi
Kaise yeh jaadu kiya
Hoon main adhuri
Tu hi zaruri
Bin tere laage na jiya
Nasha sa teri akhon mein baaton mein
Tu jeene ki wajah
Maza na in sooni sooni raaton mein
Aaja na yoon na tadpa
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gumm mahiya
Main tere bina gumsum
Na jaane toone aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gumm mahiya
Main tere bina gumsum
Na jaane toone aisa kya kiya
Jaun na kabhi tujhe chhod ke sajna
Ek pal ke liye bhi door
Tere sath mujhe hai chalna
Jahan jahan le jaye tu
Main khoi khoi hoon
Na soi soi hoon
Jabse tu hai mila
Chhupa kahan tha tu
Zara bata de tu
Tujhpe rahun main fida
Nasha sa teri aakhon mein baaton mein
Tu jeene ki wajah
Maza na in sooni sooni raaton mein
Aaja na yoon na tadpa
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gumm mahiya
Main tere bina gumsum
Na jaane toone aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gumm mahiya
Main tere bina gumsum
Na jaane toone aisa kya kiya
Kaisi hai yeh betaabiyan
Badhne do nazdeekiyan
Tere bina har lamha
Kaise jiyun main tu bata
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gumm mahiya
Main tere bina gumsum
Na jaane toone aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gumm mahiya
Main tere bina gumsum
Na jaane toone aisa kya kiya
Written By: Mellow D
Hum Tum Video Song
Hum Tum Song Info
Song | Hum Tum |
Singer(s) | Sukriti & Prakriti |
Music | Sukriti, Prakriti & Lost Stories |
Lyrics | Mellow D |
Label | VYRL Originals |
End of Hum Tum Lyrics. If you liked the lyrics, please share it.