Song Details: Maine Chani Ishq Ki Gali Lyrics are written by Manoj Muntashir with music given by Himesh Reshammiya. The song name is Dil Meri Na Sune which is sung by Atif Aslam
Maine Chani Ishq Ki Gali Lyrics
Wo o wo o o o
Wo o wo o o ho
Wo o wo o o o
Maine chani ishq ki gali
Bas teri aahatein mili
Maine chaaha chaahoon na tujhe
Par meri ek na chali
Ishq mein nigaahon ko
Milti hain baarishein
Phir bhi kyun kar raha
Dil teri khwaahishein
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karu
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karu
Wo o wo o o o
Wo o wo o o ho
Laaya kahaan mujhko yeh moh tera
Raatein na ab meri, na mera savera
Jaan lega meri yeh ishq mera
Ishq mein nigaahon ko
Milti hain baarishein
Phir bhi kyun kar raha
Dil teri khwaahishein
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karu
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karu
Dil toh hain dil ka kya
Gustaakh hain yeh
Darta nahi paagal
Be-baak hain ye
Hain raqeeb khud ka hi
Ittefaq hain yeh
Ishq mein nigaahon ko
Milti hain baarishein
Phir bhi kyun kar raha
Dil teri khwaahishein
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karu
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karu