Song Details: O Beta Ji O Babuji Lyrics are written by Rajendra Krishna with music given by C Ramchandra. The song name is Qismat Ki Hawa Kabhi Naram which is sung by C Ramchandra
O Beta Ji O Babuji Lyrics
Kabhi Kaali Ratiyaa Kabhi Din Suhaane
Kismat Ki Baate Toh Kismat Hi Jaane
O Beta Ji O Beta Ji
Are! O Baabu Ji
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Bade Akad Se Beta Nikale Ghar Se Actor Hone
Wah! Re Kismat
Wah! Re Kismat Kismat Mein The Likhe Bartan Dhone
Are Bhai Likhe Bartan Dhone
O Beta Ji
Jeene Ka Mazaa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Are! O Baabu Ji
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Duniya Ke Is Chidiyaa Ghar Me Tarah Tarah Ka Jalwa
Mile Kisi Ko Sukhi Roti Kisi Ko Puri Halwa
Are Bhai Kisi Ko Puri Halwa
O Beta Ji
Khichadi Kaa Mazaa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Are! O Baabu Ji
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Dard Diya To Thoda Thoda Khushi Bhi Thodi Thodi
Wah! Re Maalik Waah Re Maalik
Dukh Aur Sukh Ki Khub Banayi Jodi
Are Waah! Khub Banayi Jodi
O Beta Ji
Jeewan Ka Nasha Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Are! O Baabu Ji
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naram-naram Kabhi Garam-garam
Kabhi Naram-garam Naram-garam
O Beta Ji
Lyrics Written By: Rajendra Krishna