Pal Bhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte Lyrics

Song Details: Pal Bhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte Lyrics are written by Sameer with music given by Nadeem – Shravan. The song name is Dulhe Ka Sehra which is sung by Nusrat Fateh Ali Khan.


Pal Bhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte Lyrics

Aah aah aah, aah aah, aah aah aah
Shehnaaiyon ki sada keh rahi hai
Khushi ki mubaarak ghadi aa gayi hai
Saji surkh jodi mein chaand si dulhan
Zameen pe falak se pari aa gayi hai
Aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah – 2
Aah aah aah, aah, aah aah aah aah aah – 2
Aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah

Dulhe ka sehra suhaana lagta hai – 2
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Palbhar mein kaise badalte hain rishte – 2
Ab to har apna begaana lagta hai
(Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai) – 2

(Saat pheron se bandha janmon ka yeh bandhan
Pyaar se joda hai rab ne preet ka daaman) – 2
Hain nayi rasmein, nayi kasmein, nayi uljhan
Honth hai khaamosh, lekin keh rahi dhadkan
Dhadkan dhadkan, dhadkan dhadkan – 2
Dhadkan meri dhadkan, dhadkan teri dhadkan – 2
Dhadkan, dhadkan, dhadkan, dhadkan – 2
Dhadkan, meri dhadkan, meri dhadkan
Mushkil ashkon ko chhupaana lagta hai – 2
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Palbhar mein kaise badalte hain rishte
Ab to har apna begaana lagta hai
(Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai) – 2

Main teri baahon ke jhule mein pali babul
Jaa rahi hoon chhodke teri gali babul
Main teri baahon ke jhule mein pali babul – 3
Jaa rahi hoon chhodke teri gali babul
Khoobsurat yeh zamaane yaad aayeenge
Chaahke bhi hum tumhe na bhool paayenge
Muskhil
Mushkil, mushkil daaman ko churaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Mushkil daaman ko churaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai
Palbhar mein kaise badalte hain rishte
Ab to har apna begaana lagta hai
(Dulhe ka sehra suhaana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta hai) – 6
Dhadkan dhadkan, dhadkan dhadkan – 4

Music Video

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *