Tum Aye Toaya Mujhe Yaad Lyrics

Song Details: Tum Aye Toaya Mujhe Yaad Lyrics. The name of the song is Gali Mein Aaj Chaand Nikla which is sung by Alka Yagnik

Tum Aye Toaya Mujhe Yaad Lyrics

Tum aaye jo aaj mujhe yaad
Gali mein aaj chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad
Gali mein aaj chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad
Gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla

Tum aaye jo aaj mujhe yaad
Gali mein aaj chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad
Gali mein aaj chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad
Gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla Tum aaye jo aaj mujhe yaad
Gali mein aaj chaand nikla

Yeh naina bin kajal tarse
Baarah maheene baadal barse
Suni Rab ne meri fariyad
Suni Rab ne meri fariyad
Gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla
Tum aaye jo aaj mujhe yaad
Gali mein aaj chaand nikla

Aaj ki raat jo main so jaati
Khulti aankh subah ho jaati
Main to ho jaati bas barbaad
Main to ho jaati bas barbaad
Gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad
Gali mein aaj chaand nikla

Maine tumko aate dekha
Apni jaan ko jaate dekha
Jaane phir kya hua nahin yaad
Jaane phir kya hua nahin yaad
Gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla
Gali mein aaj chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad

Music Video

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *