Deewane Ruk Ja Tera Humse Samna Hai Lyrics

Song Details: Deewane Ruk Ja Tera Humse Samna Hai Lyrics are written by Manoj Muntashir with music given by Tanishk Bagchi. The song name is Aashiq Banaya Aapne which is sung by Himesh Reshammiya & Neha Kakkar.


Deewane Ruk Ja Tera Humse Samna Hai Lyrics

Mere bin sooni hain dil ki raahein
Mere bin pyasi sabki nigahein x (2)

Jo mile bole bhar ke woh aahein
Suniye

Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne x (2)

Seene mein ghul ke
Ishq dhadke to maza hai
Hothon se padh le woh
Jo hothon pe likha hai

Meri nigahon mein tera
Chehra rawa hai
Gehre hain armaan
Jaan-e-jaan pagal sama hai

Aashiqui me haye kaisi
Baaziyan hain kheli
Jaan jaan keh ke toone
Jaan meri le li

Mere liye sabka dil hai awara
Mere bin hona nahi hai ghuzara
Mere sang jhoom le aake yaara
Suniye

Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne

Deewane ruk ja tera humse samna hai
Aakhon se chhoo le
Chhoona hathon se mana hai

Bechainiyon ka fasalon ka silsila hai
Dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai

Khwaabon mein jo aaye jaaye
Yaar hum wohi hain
Hum kisi ko aasani se milte hi nahi hain

Mere bin shaam hai benazara
Mere bin bejiya har sitara
Mere bin ishq hai besahara
Suniye

Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne x (2)

Music Video

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *