Tumko Bulau Palke Bichau Lyrics

Song Details: Tumko Bulau Palke Bichau Lyrics are written by Javed Akhtar with music given by Jatin- Lalit. The song name is Main Koi Aisa Geet Gaoon which is sung by Abhijeet & Alka Yagnik.


Tumko Bulau Palke Bichau Lyrics

Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzu Jagaun
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzu Jagaun Agar Tum Kaho

Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzu Jagaun Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzu Jagaun Agar Tum Kaho
Tumko Bulaun Ya Palkein Bichhaun
Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasman Banaun
Sitaron Se Sajaun Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzu Jagaun Agar Tum Kaho

Main Titliyon Ke Peechhe Bhaagun
Main Jugnuon Ke Peechhe Jaaun
Yeh Rang Hai Woh Roshni Hai
Tumhare Paas Dono Laaun
Jitni Khushbuyein Baag Mein Milein
Jitni Khushbuyein Baag Mein Milein
Haan Main Laaun Wahan Pe Ke Tum Ho Jahan
Jahan Pe Ek Pal Bhi Thehro
Main Gulsitan Banaun Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzu Jagaun Agar Tum Kaho

Agar Tum Kaho To Main Sunaun
Tumhein Haseen Kahaniyan
Sunogi Kya Meri Zubani
Tum Ek Pari Ki Dastaan
Ya Main Karun Tumse Bayaan
Haan Ya Main Karun Tumse Bayaan
Ki Raja Se Rani Mili Thi Kahan
Kahaniyon Ke Nagar Mein
Tumhein Leke Jaaun Agar Tum Kaho

Tumko Bulaun Ya Palkein Bichhaun
Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasman Banaun
Sitaron Se Sajaun Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzu Jagaun Agar Tum Kaho
Haan Agar Tum Kaho

Music Video

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *